Qayamat ki Nishaniyan or Alamat

Qayamat ki Nishaniyan

Qayamat kya hai:

Qayamat ka matlab hai akhir me ane wali cheze. Ye dunua jese allah ke hukam se ak din bani thi wase hi ak din isne khatam ho jana hai. Ye zameen phat jaye gi or soraj hamare bilkul qareeb a jae ga, us din qayamat a jae gi. aj ham qayamat ki nishaniyan ke bare me jane ge jo apko islam ke tarika par chalne me madad kare gi.

Qayamat 10 moharam ke din waqia ho gi or wo din juma mubarak ka hoga. Us din Hazrat Israfeel Alaihisalam sur phunkenge, sur singo ki jaise hote hai. Sur ki wajah se tamam insan or har dunya ki zinda cheze mar jae gi.

 Or Hazarat Israfeel Alaihisalam khud bhi wafat farma jaye ge. Lakin is sab se pehle qayamat ki nishaniyan pori hongi. Aj me apko qayamat ki wo nishaniyan brao ga jo poori ho chuki hai.

Qayamat ki Nishaniyan:

  • Ase log hokmaran honge jo jahil honge or haq ki mukhalfat kerein ge.
  • Nikarani apni malkin se or beti apni ma se khidmat talab karvae gi.
  • Insaan apne dosto or biwi ke pech apni waldeen ko thokrae ga.
  • Log apne amarat par fakhar kerein fe or inko kapro ki tarha design karein ge.
  • Sharab ka istimal ziada ho jae ga or log inke mukhtalif nam rakhe ge.
  • Females  ko apni izzat ki parya ni rahe gi.
  • Log dunyavi taleem ki taraf ziada or den or islam ki taleem ki taraf kam tavaja denge.
  • Zana karna asan or zana ke asbaab zida ho jayegi.
  • Log zakat ni denge magar zakaat mange ge zaroor.
  • Zamane ki barkat khatam ho jae gi saal mahena jesa lage ga maheena hafta jesa lage ga or hafta saal jesa lage ga.
  • Jab qiyamat qareeb hogi to bhi bhi se or beta ma se door ho jae ga.
  • QUR'AN [82:1-5]: asman phat jayega tare jhad jayenge kabre ukhed d jayegi.




Qayamat par hamara Aqeeda 

Dunya dekhne me to bzahir bohat khobsorat or khushal hai, lakin iski ak bohat bari sachai ye hai ke jo cheze dunya par hai uski koi na koi inteha hai masaal ke tor par har musalman ne ak na ak din mot ka zaika chakna hai.usdin dajal bhi mar chuka hoga or ibless bhi apne anjam ko a pohanchega.


Dunya ki khuch hali ujra howa chaman bankar reh jayegi. Iski har cheze fana ho jae gi. Or us din qayamat ka din bohat bara hoga.aj hame qayamat ke aasar bohat zida ho gae hai.Isliye hame chamiye ke ha ye yad rakhe ke hamne ik din zaroor marna hai.

Qayamat ka azab bohat sakhat hai or allah gonah or kafiro ka sath ni deta. isliye hame  qiyamat ke azab se bachna chaiye dosakh ke azab se bhi backna chahiye.

Post a Comment

0 Comments