Jamat Ke Sath Namaz Padhne Ka Sawab

 Dosto! ham ye jante ha ke namaz parne ka sawab bohat zyada ha. Par jamat ke sath namaz padhne ka sawab zyada. lakin agar ko allah ka banda namaz pare lakin jamat ke sath namaz na padhe to wo jamat ke sath namaz padhne wale sawab se mehrom reh jae ga.

Mere bhaiyo! jamat ke sath namaz padhne ka sawab akele namaz padhne se zyada ha. Is silsala me Hazrat Abdullah bin Umar (RA) se riwayat ha ke Hazrat Muhammad (SAW) ne farmaya ba jamat namaz ada karna tanha namaz ada karne se 27 darje fazilat rakhta ha. to is me hame maloom howa ke jamat ke sath namaz padhne ka sawab bohat zyada ha.

jamat ke sath namaz padhne ka sawab

jin logo ke nazdik Allah ki azmat ha wo Allah ke wadoo par yaqeen rakhte ha or iske ajro sawab ki koi kemat ni ha. In ke ha le lichar azal koi ahmiyat ni rakhta. Ese logo ki Allah pak ke Kalam pak me tarif farmai ha "رِجَالٌ لَّا تُلْهِيْهِمْ تِجَارَةٌ وَّلَا بَيْعٌ عَنْ ذِكْرِ اللهِ وَاِقَامِ الصَّلَاۃَ وَاِيْتَاءِ الَّزكٰوةَ"

ترجمه۔ان میں ایسے لوگ جن کی اللہ کے ذکر نماز پڑھنے اور زکوٰۃ دینے سے تجارت اور خریدوفروخت انہیں غافل نہیں کرتی۔

yaha tak ke namaz ki itni fazilat ke ke jab allah ka banda namaz ki wajah se masjid ki taraf nikalta ha to jo jo wo pao othata ha os ko us ka bhi ajar milta ha.

You can also View relevant posts

99 names of Allah

Post a Comment

0 Comments