quran kab nazil hua

quran kab nazil hua

Quran kab Naazil Hua?


Quran kab Naazil Hua?

allah rabul izzat ne quran pak me khud farmaya hai ke 

Ramzan wo Mahina Hai Jisme Quran ko humne nuzool kiya

Allah Tallah ne Quran Pak me ye bhi farmaya ke 

❝ Humne is Quran ko Shabe Qadr me nazil kiya”

PEHLI BAR PURA "QURAN" LAUH-E MAHFOOZ SE AASMAN-E-DUNIYA KE BAITUL IZZAT (BAITUL MA'AMOOR) ME NAZIL KAR DIYA GAYA, YEH NUZOOL LAILAT-UL-QADR ME NAZIL HUWA... ab to hame pata chal jana chiye ke Quran kab Naazil Hua or kis par nazil howa.

DUSRI BAAR Hazrat Muhammad (Sallallahu Alaihi Wasallam) PAR THODA THODA HASB-E-HAAL HASB-E-ZAROORAT NAZIL HOTA RAHA, AUR YEH 23 SAAL
ME NUZOOL MUKAMMAL HUWA.

22 Saal 5 Mahine 14 Din me nazil hua,

Quran me-

  • 30 Paare,
  • 114 Sureh,
  • 91 Makki Sureh,
  • 23 Madni Sureh,
  • 540 Ruku,
  • 14 Sajde.
  • 86430 Kalme,
  • 333760 Harf,
  • 6666 Aayat,
  • 53223 Zer,
  • 1050030 Nuqte,
  • 49190 Noon k nuqte hai.
  • 26 Nabiyon ka zikr.
  • 4 Farishto k naam.
  • 2584 Martaba Allah ka naam, AUR
  • 700 jagah Namaz ki taaqeed ki gayi hai.
  • Surah IKHLAAS me sirf 1 jagah zer ka istemal hai.
  • Aur Surah QAUSAR me Meem ka istemal nahi hai.


you can also view 

99 Names of Allah 

Post a Comment

0 Comments